SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohr"
Ghazal MATCHES FOR "mohr"
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zaKHm-e-dil jurm nahii.n to.D bhii de mohr-e-sukuut
jo tujhe jaante hai.n un se chhupaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
daftar-e-husn pe mohr-e-yad-e-qudrat samjho
phuul kaa KHaak ke tode se numaayaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
badnaam mere qatl se tanhaa tuu hii na ho
laa apnii mohr bhii sar-e-mahzar lagaa.uu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
mirii hathelii pe ho.nTo.n se aisii mohr lagaa
ki umr-bhar ke liye mai.n bhii surKH-ruu ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
jaane kis dahshat kaa saaya us ko mohr-e-lab hu.aa
Dar rahaa hai vo mujhe khul kar sadaa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
sab mujh pe mohr-e-jurm lagaate chale ga.e
mai.n sab ko apne zaKHm dikhaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
daava-e-tasKHiir par ye us parii-vash ne kahaa
aap kaa dil kyaa hu.aa mohr-e-sulemaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
kisii Thahrii hu.ii saa'at kii tarah mohr-ba-lab
mujh se dekhii nahii.n jaatii ye aziyyat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
shaayad sharaab-KHaane me.n shab ko rahe the 'miir'
khele thaa ek muGbacha mohr-e-namaaz se
Meer Taqi Meer
Ghazal
tere lab mohr lagaa de.n to ye qissa ho tamaam
daftar-e-tuul-e-shikaayaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa