SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mohr"
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zaKHm-e-dil jurm nahii.n to.D bhii de mohr-e-sukuut
jo tujhe jaante hai.n un se chhupaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
daftar-e-husn pe mohr-e-yad-e-qudrat samjho
phuul kaa KHaak ke tode se numaayaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mahaar
महारمہار
bridle, rein
निपुणता, चतुरता, क़ाबि- लीयत, अभ्यास, मश्क़, हस्त-कौशल, चाबुकदस्ती, उस्तादी, कारीगरी।।
maahir
माहिरماہر
skilled, expert, well-acquainted, a master (of)
दक्ष, कुशल, होशियार, अभ्यस्त, मश्शाक़।।
MORE MATCHES FOR "mohr"
Qita
zabaa.n pe mohr lagii hai to kyaa ki rakh dii hai
har ek halqa-e-zanjiir me.n zabaa.n mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mohsin Bhopali
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Ghazal
badnaam mere qatl se tanhaa tuu hii na ho
laa apnii mohr bhii sar-e-mahzar lagaa.uu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
mirii hathelii pe ho.nTo.n se aisii mohr lagaa
ki umr-bhar ke liye mai.n bhii surKH-ruu ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
jaane kis dahshat kaa saaya us ko mohr-e-lab hu.aa
Dar rahaa hai vo mujhe khul kar sadaa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
sab mujh pe mohr-e-jurm lagaate chale ga.e
mai.n sab ko apne zaKHm dikhaane me.n rah gayaa