SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohtaram"
Ghazal MATCHES FOR "mohtaram"
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de
Bashir Badr
Ghazal
Unknown
Ghazal
ye sar-buland hote hii shaane se kaT gayaa
mai.n mohtaram hu.aa to zamaane se kaT gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
jahaa.n se ham ko guzarne me.n sharm aatii hai
usii galii se ka.ii mohtaram nikalte hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
mohtaram pii liijiye mausam ne mauqa.a de diyaa
dekhiye kaalii ghaTaa ne uTh ke pardaa kar diyaa
Nazeer Banarasi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
mohtaram kah ke mujhe us ne pashemaan kiyaa
ko.ii pahluu na milaa jab mirii rusvaa.ii kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
jo shaKHs aaj sa.ng-e-malaamat kaa hai hadaf
thii mohtaram vo zaat abhii kal kii baat hai
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
dil ko chhe.Dtii hogii yaad-e-raftagaa.n aksar
laakh jii ko bahlaa.e.n shaiKH-e-mohtaram tanhaa
Qateel Shifai
Ghazal
ham us jagah pe kiraa.e ke ghar me.n rahte hai.n
hamaarii raa.e kabhii mohtaram nahii.n hotii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Shafeeq Barelvi
Ghazal
kis kis ke ehtiraam me.n sar ko jhukaa.uu.n mai.n
mere alaava kaun yahaa.n mohtaram nahii.n
aqeel nomani
Ghazal
Gauhar Usmani
Ghazal
ishq kaa maidaan aasaa.n to nahii.n hai mohtaram
ishq karnaa hii agar hai Gam-shi.aarii siikh lo
Majid Deobandi
Ghazal
ahl-e-shar to aap ko kahte hai.n amm-e-mohtaram
aur shaitaa.n aap ko kahtaa hai bhaa.ii-jaan shaiKH