SEARCH RESULTS
Showing search results for "mufti-e-dii.n"
Ghazal MATCHES FOR "mufti-e-dii.n"
Ghazal
KHilqat-e-shahr na maanii miraa mulhid honaa
varna shoshe to bahut mufti-e-dii.n ne chho.De
Zuhoor Nazar
Ghazal
sabz gumbad kii ghanii chhaa.nv jo ho jaa.e nasiib
'muftii'-e-shahr kabhii KHvaahish-e-jannat na kare
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
tum kyaa ga.e ki saaraa zamaana chalaa gayaa
vo raat-din nahii.n hai.n vo shaam-o-sahar nahii.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
ham ne u.Dnaa hai 'muftii' u.De.nge zaruur
rezish-e-baal-o-par ham nahii.n jaante
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
haa.n bazm-e-shabaana me.n hama-shauq jo us din
ham the tirii jaanib nigaraa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai dil tamaam naf.a hai saudaa-e-ishq me.n
ik jaan kaa ziyaa.n hai so aisaa ziyaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
aane se KHat ke jaate rahe vo bigaa.D sab
ban aa.ii ab to hazrat-e-dil lo KHizr mile
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
churaa lii.n ham se bhii us KHud-parast ne aa.nkhe.n
dil-e-habiib se aaKHir agar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa