SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushk-buu"
Ghazal MATCHES FOR "mushk-buu"
Ghazal
na mushk-buu hai na hai za.afraan kii KHushbuu
hariim-e-jaa.n me.n hai ik mehrbaan kii KHushbuu
Amatul Hai Wafa
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo dasht-e-dard sahii tum se vaasta to rahe
rahe ye saaya-e-gesuu-e-mushk-buu na rahe
Sajida Zaidi
Ghazal
Salik Lakhnavi
Ghazal
KHushbuu kii saa.ato.n ke talabgaar kaun hai.n
is zulf-e-mushk-buu ke giraftaar kaun hai.n
Hasan Akhtar Jaleel
Ghazal
galiyaa.n bharii pa.Dii hai.n ai baad zaKHmiyo.n se
mat khol pech zaalim us zulf-e-mushk-buu kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
muddat hu.ii ki dil kaa vo gulshan uja.D gayaa
shaadaab jo tire nafas-e-mushk-buu se thaa
Raghib Muradabadi
Ghazal
ye mohtasib hai abas ghar ko suu.nghtaa phirtaa
ki buu.nd-bar bhii mai-e-mushk-buu nahii.n baaqii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
bahal hii jaa.egaa dil niind aa hii jaa.egii
havaa to de ko.ii daamaan-e-mushk-buu kii tarah
Shamim Karhani
Ghazal
KHayaal-e-yaar ko diijiye visaal-e-yaar kaa naam
shab-e-firaaq ko gaisu-e-mushk-buu kahiye