SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustafaa"
Ghazal MATCHES FOR "mustafaa"
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
sabaq milaa hai ye meraaj-e-mustafaa se mujhe
ki aalam-e-bashariiyat kii zad me.n hai garduu.n
Allama Iqbal
Ghazal
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aa.ii
duniyaa kii vahii raunaq dil kii vahii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
chale to kaT hii jaa.egaa safar aahista aahista
ham us ke paas jaate hai.n magar aahista aahista
Mustafa Zaidi
Ghazal
ye kyaa ki ik jahaa.n ko karo vaqf-e-iztiraab
ye kyaa ki ek dil ko shakebaa na kar sako
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
aa.ndhii chalii to naqsh-e-kaf-e-paa nahii.n milaa
dil jis se mil gayaa vo dobaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
har ik ne kahaa kyuu.n tujhe aaraam na aayaa
sunte rahe ham lab pe tiraa naam na aayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
vo mujh se hu.e ham-kalaam allaah allaah
kahaa.n mai.n kahaa.n ye maqaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
is aalam-e-viiraa.n me.n kyaa anjuman-aaraa.ii
do roz kii mahfil hai ik 'umr kii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
dard-e-dil bhii Gam-e-dauraa.n ke baraabar se uThaa
aag sahraa me.n lagii aur dhu.aa.n ghar se uThaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
jaane kis kii thii KHataa yaad nahii.n
ham hu.e kaise judaa yaad nahii.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
tere chehre kii tarah aur mire siine kii tarah
meraa har sher damaktaa hai nagiine kii tarah
Mustafa Zaidi
Ghazal
tuu ne kuchh bhii na kahaa ho jaise
mere hii dil kii sadaa ho jaise
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
jab bhii do aa.nsuu nikal kar rah ga.e
dard ke unvaa.n badal kar rah ga.e
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
tarii talaash me.n har rahnumaa se baate.n kii.n
KHalaa se rabt ba.Dhaayaa havaa se baate.n kii.n