SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutabarrik"
Ghazal MATCHES FOR "mutabarrik"
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ghar kii ta.amiir tasavvur hii me.n ho saktii hai
apne naqshe ke mutaabiq ye zamii.n kuchh kam hai
Shahryar
Ghazal
tamaam umr kii koshish kaa bas yahii haasil
kisii ko apne mutaabiq ko.ii banaa na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
thaa mai.n guldasta-e-ahbaab kii bandish kii giyaah
mutafarriq hu.e mere rufaqaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
unho.n ne apne mutaabiq sazaa sunaa dii hai
hame.n sazaa ke mutaabiq bayaan denaa hai
Charagh Sharma
Ghazal
ko.ii dard hai jo abhii davaa nahii.n ho sakaa
vo bichha.D gayaa hai magar judaa nahii.n ho sakaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ret pe naqsh banaate hu.e thak jaate hai.n
KHvaab aa.nkho.n me.n sajaate hu.e thak jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
surma.ii shaam hai mausam hai suhaanaa aanaa
is se pahle ki mai.n ho jaa.uu.n fasaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
kuchh aise log bhii duniyaa me.n paa.e jaate hai.n
jahaa.n bhii jaa.e.n diye vo jalaa.e jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
kyuu.n sadaa pahne vo teraa hii pasandiida libaas
kuchh to mausam ke mutaabiq bhii sa.nvarnaa hai use
Sada Ambalvi
Ghazal
duniyaa kii dil dukhaane kii aadat nahii.n ga.ii
apnii bhii muskuraane kii aadat nahii.n ga.ii
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ruup sunahraa aa.nkh ka.nval hai kyaa likkhuu.n
us kii ik-ik baat Gazal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
dilo.n me.n aaj tirii yaad muddato.n ke ba.ad
ba-chehra-e-mutabassim ba-chashm-e-tar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye jo mai.n bhaagtaa huu.n vaqt se aage aage
merii vahshat ke mutaabiq ye ravaanii kam hai
Abbas Tabish
Ghazal
shaam-e-Gam aaj zaraa aise manaa lii jaa.e
be-sabab ek Gazal aur sunaa lii jaa.e
Mubarik Siddiqi
Ghazal
sahraa-sahraa kahne se gulzaar badalte na.ii.n
dekh ke tevar dushman ke ham yaar badalte na.ii.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
safar badaltaa rahaa ham-safar badalte rahe
zaruurato.n ke mutaabiq bashar badalte rahe
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
zahar lagtaa hai ye aadat ke mutaabiq mujh ko
kuchh munaafiq bhii bataate hai.n munaafiq mujh ko