SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzaffar"
Ghazal MATCHES FOR "muzaffar"
Ghazal
is raaz ko kyaa jaane.n saahil ke tamaashaa.ii
ham Duub ke samjhe hai.n dariyaa tirii gahraa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
ham kare.n baat daliilo.n se to rad hotii hai
us ke ho.nTo.n kii KHamoshii bhii sanad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
allaah jise chaahe use miltii hai 'muzaffar'
izzat ko dukaano.n se KHariidaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
KHud pukaaregii jo manzil to Thahar jaa.uu.ngaa
varna KHuddaar musaafir huu.n guzar jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
nazar aayaa thaa sar-e-baam 'muzaffar' ko.ii
pahu.nchaa diivaar ke nazdiik to saayaa niklaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
muqaable to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
ye valvale to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
ko.ii sauGaat-e-vafaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
tujh ko jiine kii adaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
rasta rasta ek ajaa.ib-gaah 'muzaffar'
ha.nstii aa.nkho.n se jaanaa shashdar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
tum bhii to 'muzaffar' kii kisii baat pe bolo
shaa.er kaa hii lafzo.n pe ijaaraa nahii.n hotaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
dariyaa-e-shab ke paar utaare mujhe ko.ii
tanhaa.ii Das rahii hai pukaare mujhe ko.ii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
mai.n luT gayaa huu.n 'muzaffar' hayaat ke haatho.n
sunegii kis kii adaalat muqaddama meraa
Muzaffar Warsi
Ghazal
sochte sochte dil Duubne lagtaa hai miraa
zehan kii tah me.n 'muzaffar' ko.ii dariyaa to nahii.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
shaam-e-Gam hai tirii yaado.n ko sajaa rakkhaa hai
mai.n ne daanista charaaGo.n ko bujhaa rakkhaa hai
Muzaffar Razmi
Ghazal
yuu.n to.D na muddat kii shanaasaa.ii idhar aa
aa jaa mirii ruuThii hu.ii tanhaa.ii idhar aa