SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaseh-e-bedard"
Ghazal MATCHES FOR "naaseh-e-bedard"
Ghazal
mahv-e-dildaar huu.n kis tarah na huu.n dushman-e-jaa.n
mujh pe jab naaseh-e-bedard ko pyaar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
shabnam ba-gul-e-laala na KHaalii z-adaa hai
daaG-e-dil-e-bedard nazar-gaah-e-hayaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
kamaal-e-suurat-e-be-dard se tanaffur hai
na dekhe.n ham kabhii us gul ko jis me.n KHaar na ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
'naazim' hikaayat-e-Gam-e-hijraa.n tamaam kar
shukr-e-KHudaa ki naaseh-e-be-sarfa-go gayaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
kahtaa hai hasiino.n kii mohabbat nahii.n achchhii
aur naaseh-e-kam-fahm ye aadat nahii.n achchhii
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ai mire naaseh-e-KHush-fahm zaraa Gaur se sun
dost naadaan hu.aa karte hai.n naa-daano.n ke
Shakeel Badayuni
Ghazal
ha.ns diyaa naaseh-e-kam-aql mirii baato.n par
aur mujhe us kii KHuraafaat pe ronaa aaya
Betab Amrohvi
Ghazal
kab kiyaa dil pe mire pand-o-nasiihat ne asar
naaseh-e-behuuda-guftaar kii afvaahe.n hai.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
is pand se dil naaseh-e-dii.n-daar na TuuTe
but to.Dne me.n ka.abe kii diivaar na TuuTe
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
maujuud har ik jaa hai vo ai naaseh-e-naa-fahm
kaa'ba hii ik allaah kaa ghar ho nahii.n saktaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
Talib Jaipuri
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
KHudaa kii shaan ke qurbaan o but-e-bedard
tasalliyaa.n mujhe dene ko aur tuu aa.e