SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafs"
Ghazal MATCHES FOR "nafs"
Ghazal
qatra-e-mai bas-ki hairat se nafs-parvar hu.aa
KHatt-e-jaam-e-mai saraasar rishta-e-gauhar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
is se pahle mirii KHvaahish mujhe rusvaa kar de
izzat-e-nafs ko KHaaliq mire zinda kar de
Aalam Nizami
Ghazal
jo saalik hai to apne nafs kaa irfaan paidaa kar
haqiiqat terii kyaa hai pahle ye pahchaan paidaa kar
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Gam se ghabraa ke kabhii naala-o-fariyaad na kar
izzat-e-nafs kisii haal me.n barbaad na kar
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
Ateeq Ahmad Jazib
Ghazal
jis tarah dhuup kaa rangat pe asar pa.Dtaa hai
nafs kaa vaise 'ibaadat pe asar pa.Dtaa hai
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
na sune jab ko.ii fariyaad to fariyaad na kar
izzat-e-nafs ba.Dii chiiz hai barbaad na kar
Shaghil Usmani
Ghazal
mai.n apne aap ko dekhuu.n vo mujh ko dekhe jaa.e
vo mere nafs kii gumraahiyo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
apnii nafii to falsafii-jii qatl-e-nafs hai
kahiye ko.ii ye jurm sujhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa jurm hai ye haal to jaane KHudaa-e-maut
har nafs ke liye hai magar yaa.n sazaa-e-maut
Akbar Allahabadi
Ghazal
yak-ba-yak jhuum uThaa nafs ko Gaarat kar ke
ek darvesh tire haath pe bai'at kar ke
Mohsin Ahmed
Ghazal
phuul mahkaa.e the mai.n ne shaadmaanii ke liye
har nafs ab mar rahii ho.n zindagaanii ke liye
Meena Naqvi
Ghazal
tamaam be.Diyaa.n to kaaT Daalii hai.n lekin
'jamaal' qaid-e-nafs se najaat baaqii hai