SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafs"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nafs"
Ghazal
qatra-e-mai bas-ki hairat se nafs-parvar hu.aa
KHatt-e-jaam-e-mai saraasar rishta-e-gauhar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
is se pahle mirii KHvaahish mujhe rusvaa kar de
izzat-e-nafs ko KHaaliq mire zinda kar de
Aalam Nizami
Ghazal
jo saalik hai to apne nafs kaa irfaan paidaa kar
haqiiqat terii kyaa hai pahle ye pahchaan paidaa kar
Seemab Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
nafs-e-lavvaama
नफ़्स-ए-लव्वामा نَفسِ لَوّامَہ
the soul struggling against evil desires, the voice of conscience, accusing soul
Arabic
MORE MATCHES FOR "nafs"
Ghazal
Gam se ghabraa ke kabhii naala-o-fariyaad na kar
izzat-e-nafs kisii haal me.n barbaad na kar
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
Ateeq Ahmad Jazib
Ghazal
jis tarah dhuup kaa rangat pe asar pa.Dtaa hai
nafs kaa vaise 'ibaadat pe asar pa.Dtaa hai
Mohsin Aftab Kelapuri
Sher
umr bhar jis ne kisii kaa hukm maanaa hii nahii.n
nafs kaa apne magar vo shaKHs kaarinda rahaa
Zameer Atraulvi
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Ghazal
na sune jab ko.ii fariyaad to fariyaad na kar
izzat-e-nafs ba.Dii chiiz hai barbaad na kar
Shaghil Usmani
Ghazal
mai.n apne aap ko dekhuu.n vo mujh ko dekhe jaa.e
vo mere nafs kii gumraahiyo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
apnii nafii to falsafii-jii qatl-e-nafs hai
kahiye ko.ii ye jurm sujhaa.e to kyaa karuu.n










