SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasb"
Ghazal MATCHES FOR "nasb"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tah karo saahab nasb-naamii vo vaqt aayaa hai ab
be-asar hogii sharaafat maal dekhaa jaa.egaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
sehn-e-dil me.n kab se tanhaa.ii ke KHeme nasb hai.n
ab na shaayad mausam-e-ha.ngaama-parvar aa.egaa
Sultan Akhtar
Ghazal
patthar kii fasiilo.n me.n unhe.n nasb kiyaa jaa.e
jo apnii rivaayat se baGaavat nahii.n karte
Jazib Quraishi
Ghazal
sahm jaataa huu.n akelaa paa ke apne aap ko
nasb ho diivaar-o-dar me.n jaise aa.nkho.n kaa hujuum
Shahid Meer
Ghazal
mai.n rahtaa KHema-e-jaa.n ab kahaa.n ye nasb karuu.n
chaTaKH rahaa hai badan KHushk jhiil kii suurat
Azm Shakri
Ghazal
usii maqaam pe aks apne mai.n ne dafnaa.e
jahaa.n pe nasb mujhe aa.iina bhii karnaa thaa
Yasmeen Sahar
Ghazal
jahaa.n pe adl kii zanjiir nasb hai 'shahbaaz'
vahii.n kaTe hai.n mire haat us se kah denaa
Shahbaz Khwaja
Ghazal
pukaartii hai mujhe KHaak-e-KHisht-e-paivasta
ye nasb hone kaa hai KHatm silsila tujh pe
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
Aftab Shamsi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
tuu sang-e-miil kii suurat hai nasb ek jagah
mai.n gard-e-raah huu.n meraa tavaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai nasb me.n aalii agar rakhtaa na ho ilm-o-hunar
ik Dher se bhii hai batar vo zaat hai kis kaam kii
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
nasb har shaKHs nazar aataa hai chauraahe par
aadmii bhuul gayaa bhii.D me.n rasta apnaa
Muneer Saifi
Ghazal
apnii galii me.n nasb hai vo sa.ng-e-be-navaa
kahte hai.n garche vaasta us ko safar se hai
Hameed Almas
Ghazal
laatii hai mujh ko khii.nch ke chaukhaT pe baar baar
kaisii kashish hai nasb tirii har sadaa ke saath
Shahbaz Shamsi
Ghazal
chiiKHtii rah ga.ii sahraa me.n KHamoshii-e-‘avaam
zulm ne nasb kiyaa dasht me.n pahlaa paayaa