SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nasb"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tah karo saahab nasb-naamii vo vaqt aayaa hai ab
be-asar hogii sharaafat maal dekhaa jaa.egaa
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nasb"
Quote
Aapke andar ta'assub us waqt ji uthta hai, jab aapka nasb-ul-ain mar jaata hai....
Fikr Taunsvi
Nazm
yahan dildar-begam dafn hai
us kii andhii koTharii par ek katba nasb hai
''is jagah dildaar-begam dafn hai
Zehra Nigaah
Ghazal
sehn-e-dil me.n kab se tanhaa.ii ke KHeme nasb hai.n
ab na shaayad mausam-e-ha.ngaama-parvar aa.egaa
Sultan Akhtar
Ghazal
patthar kii fasiilo.n me.n unhe.n nasb kiyaa jaa.e
jo apnii rivaayat se baGaavat nahii.n karte
Jazib Quraishi
Ghazal
sahm jaataa huu.n akelaa paa ke apne aap ko
nasb ho diivaar-o-dar me.n jaise aa.nkho.n kaa hujuum
Shahid Meer
Sher
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
azm
nazar jo apnii jamaa.ii to phir haTaa.ii nahii.n
vo regzaar ke siine pe nasb ik KHema
Tariq Qamar
Ghazal
mai.n rahtaa KHema-e-jaa.n ab kahaa.n ye nasb karuu.n
chaTaKH rahaa hai badan KHushk jhiil kii suurat



