SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasiim-e-sahar"
Ghazal MATCHES FOR "nasiim-e-sahar"
Ghazal
chhe.De na gul ko mauj-e-nasiim-e-sahar abhii
achchhe hai.n nok-e-KHaar se taar-e-nazar abhii
Natiq Azmi
Ghazal
sarv-o-saman bhii mauj-e-nasiim-e-sahar bhii hai
ai gul tire chaman me.n ko.ii chashm-e-tar bhii hai
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Anwar panipati
Ghazal
kisii ke lab pe 'nasiim'-e-sahar du.aa kaisii
yahii hai vird-e-zabaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Ghazal
huduud-e-vaqt ke darvaaze muntazir hai.n 'nasiim'
ki tuu ye faasle kar ke ubuur dastak de
Naseem Sahar
Ghazal
jachaa hai ab kahii.n jaa kar 'nasiim' jaama-e-ziist
kahii.n kahii.n se jo qat-o-buriid kar lii hai
Naseem Sahar
Ghazal
thake hu.o.n ko jo manzil kaThin ziyaada hu.ii
safar kaa azm-e-musammam lagan ziyaada hu.ii
Naseem Sahar
Ghazal
Naseem Sahar
Ghazal
aa.nchal kii sarsaraahaTe.n naGma-navaaz hai.n
saath un ke jaa rahii hai nasiim-e-sahar kahaa.n
Shabaana Sahar
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
kalii ko dekh ki hai tishna-e-nasiim-e-sahar
isii me.n hai mire dil kaa tamaam afsaana
Allama Iqbal
Ghazal
afsurda-dil thii is pe bhii duniyaa agarche mai.n
mahfil me.n terii misl-e-nasiim-e-sahar gayaa