SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasiim-e-sahar"
Nazm MATCHES FOR "nasiim-e-sahar"
Nazm
nasim-e-sahar
kis naaz kis adaa se nasiim-e-sahar chalii
buu kii tarah ravaa.n hu.ii misl-e-nazar chalii
Mela Ram Wafa
Nazm
pachhtawa
ye dahr vo hai jidhar baad-e-KHush-gavaar-e-sahar
dariiche khol ke yaado.n ke aah bhartii hai
Shaista Sahar
Nazm
hisab-e-shab
siyaah raat hai aa.o lipaT ke so jaa.o
ufuq ke paar nigaar-e-sahar ko kyaa ma.aluum
Sahar Ansari
Nazm
ek subh
luTaa rahaa thaa tajallii sitaara-e-saharii
'sahar' ne baa'd adaa-e-niyaaz-e-ma.abuudii
Sahar Rampuri
Nazm
akele kamre mein
chaman kaa rang nasiim-e-sahar gulaab ke phuul
nahii.n ho tum to ye saare udaas lagte hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
zakir-husain
man ke mandir ko munavvar kare nuur-e-islaam
ka.aba-e-dil me.n rahe shaam-o-sahar raam kaa naam
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
diye ki lau
diye kii lau thartharaa rahii hai
ye shaam-e-Gam hai ki aafato.n kii sahar hu.ii hai
Malika Naseem
Nazm
ye nafraten kyon
havaa.o.n ne kabhii dair-o-haram ko parkhaa hai
sahar kii dhuup na soche kahaa.n nikalnaa hai
Malika Naseem
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
parda aur ismat
qasam anjum-e-shab ke zauq-e-safar kii
qasam taazgii-e-nasiim-e-sahar kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHizan ke phul
dayaar-e-shauq me.n guu.nje hai.n marsiye kitne
bujhaa ga.ii hai nasiim-e-sahar diye kitne
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
guru-nanak dev ji
bahaar aa.ii khilii pyaar kii kalii har suu
tire nafas se nasiim-e-sahar chalii har suu
Darshan Singh
Nazm
manazir-e-sahar
u.Dte hu.e gesuu vo nasiim-e-saharii ke
shaano.n pe pareshaan hai.n yaa baal parii ke
Josh Malihabadi
Nazm
phul barsao shahidan-e-watan ki KHak par
un ke dam se thaa chaman ye KHaar-zaar-e-zindagii
thaa nafas un kaa nasiim-e-KHush-gavaar-e-zindagii