SEARCH RESULTS
Showing search results for "navaaze"
Ghazal MATCHES FOR "navaaze"
Ghazal
KHudaa un ko rahmat se kaise navaaze
jo sar apnaa har dar pe KHam kar rahe hai.n
Shyama singh sabaa
Ghazal
yahii manshuur-e-mohabbat hai ki vo paikar-e-zulm
jis ko nafrat se navaaze mai.n use pyaar karuu.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
rusvaa.ii ke tohfe se navaaze ga.e aksar
har shaKHs kii qismat me.n kahaa.n pyaar kii KHushbuu
Masoom Ansari
Ghazal
dil-e-shikasta hariif-e-shabaab ho na sakaa
ye jaam-e-zarf navaaz-e-sharaab ho na sakaa
Akhtar Shirani
Ghazal
navaazish ho navaaze gar nigaah-e-lutf se us ko
tiraa biimaar terii nargis-e-biimaar ke sadqe
Khar Dehlavi
Ghazal
ye nahii.n hai ki navaaze na ga.e ho.n ham log
ham ko sarkaar se tamGa milaa rusvaa.ii kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
jo zaKHm tum ne navaaze hai.n be-sabab ham ko
kisii bhii dard kaa vo mas.ala nahii.n hote
Kavita Kiran
Ghazal
ye baat alag saaqii navaaze na navaaze
ham mai-kada-e-ishq ke mai-KHvaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
achchhe lafzo.n se navaaze yaa vo rusvaa.ii kare
us ko haq hai ki buraa.ii kare achchhaa.ii kare
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
saamne ko.ii nahii.n ruuh-navaaz-e-dil-o-jaa.n
zindagaanii kii tamannaa hai garaa.n aaj kii raat
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ye tariiq-e-dilbarii hai ki adaa-e-dil-navaazii
kisii jurm par navaaze kisii jurm par sazaa de
Gauhar Usmani
Ghazal
aur vo kitnaa navaaze tujhe parbat-zaadii
mujh saa dariyaa bhii tirii aa.nkh me.n zam hotaa hai
Mehr faam
Ghazal
mai.n KHataa-kaar rahuu.n phir bhii navaaze aisii
aur ko.ii zaat na dekhii tirii ik zaat ke baa'd
Aquib Zamir
Ghazal
insaan ko navaaze jo insaan kii tarah
aisaa bhii ko.ii duniyaa me.n insaa.n hai aaj-kal
Shifa Gwaliari
Ghazal
Maseehullah Khan Ataa
Ghazal
allaah Ganii hai vo jise chaahe navaaze
mehnat se har ik shaKHs ko paisa nahii.n miltaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Abdussamad Qaiser
Ghazal
'navaaz'-e-be-navaa tujh ko mubaarak
bulandii par tiraa parcham gayaa hai