SEARCH RESULTS
Showing search results for "navaaze"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "navaaze"
Nazm
munajat-e-bewa
band hai.n chaaro.n khuu.nT kii raahe.n
tuu maare aur KHvaah navaaze
Altaf Hussain Hali
Ghazal
KHudaa un ko rahmat se kaise navaaze
jo sar apnaa har dar pe KHam kar rahe hai.n
Shyama singh sabaa
Ghazal
yahii manshuur-e-mohabbat hai ki vo paikar-e-zulm
jis ko nafrat se navaaze mai.n use pyaar karuu.n
Ghulam Mohammad Qasir
PAGE MATCHES FOR "navaaze"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "navaaze"
Ghazal
dil-e-shikasta hariif-e-shabaab ho na sakaa
ye jaam-e-zarf navaaz-e-sharaab ho na sakaa
Akhtar Shirani
Ghazal
navaazish ho navaaze gar nigaah-e-lutf se us ko
tiraa biimaar terii nargis-e-biimaar ke sadqe
Khar Dehlavi
Ghazal
ye nahii.n hai ki navaaze na ga.e ho.n ham log
ham ko sarkaar se tamGa milaa rusvaa.ii kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
jo zaKHm tum ne navaaze hai.n be-sabab ham ko
kisii bhii dard kaa vo mas.ala nahii.n hote
Kavita Kiran
Ghazal
ye baat alag saaqii navaaze na navaaze
ham mai-kada-e-ishq ke mai-KHvaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
saamne ko.ii nahii.n ruuh-navaaz-e-dil-o-jaa.n
zindagaanii kii tamannaa hai garaa.n aaj kii raat
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
achchhe lafzo.n se navaaze yaa vo rusvaa.ii kare
us ko haq hai ki buraa.ii kare achchhaa.ii kare












