SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazaa.a"
Ghazal MATCHES FOR "nazaa.a"
Ghazal
mai.n naza.a me.n huu.n aa.e.n to ehsaan hai un kaa
lekin ye samajh le.n ki tamaashaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
adab hai mai.n jo jhukaa.e hu.e huu.n aa.nkh apnii
Gazab hai tum jo na dekho nazar uThaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
mujhe hai naza.a vo aataa hai dekhne ab aah
ki us ke aane talak dam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
nazar bachaa ke guzar jaa.o merii turbat se
kisii pe KHaak na Daalo tumhe.n kisii se kyaa
Saifuddin Saif
Ghazal
ik nazar naza.a me.n dekhii thii kisii kii suurat
muddato.n qabr me.n bechain dil-e-zaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
naza.a kaa ab vaqt hai itnaa to kah diije 'rashiid'
aane vaale jald aa ye aaKHirii aavaaz hai
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
huu.n kashmakash-e-naz.a me.n haa.n jazb-e-mohabbat
kuchh kah na sakuu.n par vo mire puuchhne ko aa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n huu.n naa-muraad aisaa ki bilak ke yaas rotii
kahii.n paa ke aasraa kuchh jo umiid-vaar hotaa
Ameer Minai
Ghazal
gar tuu kisii bahaane aa jaa.e vaqt-e-naz.a
zaalim kare.n hazaar bahaane qazaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil ke bujhne kaa havaa.o.n se gilaa kyaa karnaa
ye diyaa naza.a ke aalam me.n to kal raat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
bas ik jhalak nazar aa.ii u.De kaliim ke hosh
bas ik nigaah hu.ii KHaak tuur-e-siinaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aaKHirii ummiid vaqt-e-naza.a un kii diid thii
maut ko bhii mil gayaa fiqara na aane ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
naza.a me.n hichkii nahii.n aa.ii mujhe
bhuulne vaale KHudaa-raa yaad kar
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
naza.a me.n bhii vo yahaa.n tak nahii.n aane detaa
ai KHudaa Gair ko aa jaa.e hamaarii aa.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
dekh Tuk Gaur se aa.iina-e-dil ko mere
is me.n aataa hai nazar aalam-e-tasviir na to.D