SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazaa.a"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nazaa.a"
Ghazal
mai.n naza.a me.n huu.n aa.e.n to ehsaan hai un kaa
lekin ye samajh le.n ki tamaashaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
adab hai mai.n jo jhukaa.e hu.e huu.n aa.nkh apnii
Gazab hai tum jo na dekho nazar uThaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
mujhe hai naza.a vo aataa hai dekhne ab aah
ki us ke aane talak dam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "nazaa.a"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nazaa.a"
Ghazal
nazar bachaa ke guzar jaa.o merii turbat se
kisii pe KHaak na Daalo tumhe.n kisii se kyaa
Saifuddin Saif
Ghazal
ik nazar naza.a me.n dekhii thii kisii kii suurat
muddato.n qabr me.n bechain dil-e-zaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Sher
Qamar Jalalvi
Ghazal
naza.a kaa ab vaqt hai itnaa to kah diije 'rashiid'
aane vaale jald aa ye aaKHirii aavaaz hai
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
huu.n kashmakash-e-naz.a me.n haa.n jazb-e-mohabbat
kuchh kah na sakuu.n par vo mire puuchhne ko aa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n huu.n naa-muraad aisaa ki bilak ke yaas rotii
kahii.n paa ke aasraa kuchh jo umiid-vaar hotaa
Ameer Minai
Ghazal
gar tuu kisii bahaane aa jaa.e vaqt-e-naz.a
zaalim kare.n hazaar bahaane qazaa se ham














