SEARCH RESULTS
Showing search results for "nib.de"
Ghazal MATCHES FOR "nib.de"
Ghazal
apnii biitii agar mai.n tujh se kahuu.n
baat nib.De na is kahaanii kii
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
TuuTaa jo bharam rishto.n me.n ehsaas-o-vafaa kaa
sau tarah nibhaa.o to nibhaa.e na nibhe hai
Asra Rizvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
kah diyaa hai ki milo ham se to yaksuu ho kar
ab nibhe yaa na nibhe un se bane yaa na bane
Seemab Akbarabadi
Ghazal
yahaa.n to dostii nibhe na dushmanii
zamii.n hai jis kii aasmaa.n usii kaa hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
ye chaahtaa huu.n ki be-mu.nh ke aablo.n se nibhe
kahii.n bhii KHaar ko.ii be-zabaa.n nahii.n miltaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
aashiq o ma.ashuuq kii haa.e nibhe kis tarah
un ko kuduurat kaa shauq mujh ko safaa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mohabbat nibhe but ki ho KHaana-e-dil
hamaaraa tumhaaraa tumhaaraa hamaaraa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
nibhe to kaise nibhe ab ye sochnaa hai 'vaqaar'
ki vo suKHan se gurezaa.n hai mai.n fidaa-e-suKHan
Waqar Manvi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
jis ne kar diyaa rusvaa jis ne kar diyaa barbaad
us se kyaa nibhe ai dil rasm-e-dostii apnii
Khwaja Zameer
Ghazal
tho.Dii sii ziist hai jo KHushii se nibhe to KHair
varna nishaat-o-KHurramii-o-Gam ye sab nahii.n
Waliullah Muhib
Ghazal
paalkii aur janaaze me.n nahii.n aisaa farq
jo nibhe gor tak ai dil vo savaarii rakhnaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
ab aage dekhiye kyaa nibTe us ke darbaa.n se
ham us ke pahu.nche hai.n dar tak KHudaa KHudaa kar ke