SEARCH RESULTS
Showing search results for "ohda-e-munsif"
Ghazal MATCHES FOR "ohda-e-munsif"
Ghazal
tuu apne ohda-e-munsif se munsif istifaa de de
agar haqdaar kaa haq tujh se dilvaayaa nahii.n jaataa
Nawaz Asimi
Ghazal
jaane KHvaabiida ki bedaar hai munsif kaa zamiir
ham to insaaf kii zanjiir hilaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kiye hai.n sab ko ataa us ne ohda o mansab
mujhe bhii siina-KHaraashii ke kaam par rakkhaa
Ahmad Javaid
Ghazal
ohda-e-ishq se barKHaast ham is duniyaa me.n
KHaak kii KHuld-makaanii ke liye aa.e hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ishq me.n imkaan kii had se guzartaa kaun hai
ohda-e-mansuur par puuraa utartaa kaun hai
Shehab Kazmi
Ghazal
valvala-angez taqriiro.n kaa saudaa ho gayaa
ohda-o-mansab milaa sho.ala-navaa.ii jal ga.ii
Sayeed Ahsan
Ghazal
is tarh se miltaa hai agar 'ohda-o-mansab
kyaa vaq'at-e-imlaak hai kyaa taaj-varii hai
Abdullah Saqib
Ghazal
so ab mai.n ohda-e-duniyaa se kyaa Garaz rakhuu.n
kisii ne mansab-e-dil par biThaa diyaa hai mujhe
Mubeen Mirza
Ghazal
hazrat-e-munsif ko.ii ilhaam to batlaa.iye
faisla farmaa diyaa ilzaam to batlaa.iye
Shaikh Sadique
Ghazal
Asar Faridi
Ghazal
farq kyaa mulzim-o-munsif me.n bataayaa jaa.e
hai ye be-kaar kii takraar chalo chho.Do bhii
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
ek jaa qaatil-o-munsif ko hai dekhaa milte
ab to insaaf adaalat se hai paanaa mushkil
Samar Ghazipuri
Ghazal
hai ziist agar jurm to ai munsif-e-aalam
jurm aur tarah kaa hai sazaa aur tarah kii
Iqbal Kaifi
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
ab to baaqii na rahaa mujrim-o-munsif kaa savaal
ek hii saf me.n har ik shaKHs kha.Daa ho jaise