SEARCH RESULTS
Showing search results for "paa.inda-baad"
Ghazal MATCHES FOR "paa.inda-baad"
Ghazal
jhuktaa nahii.n ye sar kisii sarkash ke saamne
paa.inda baad-e-rif.at-e-fikr-e-javaa.n mirii
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
paa.inda husn-o-ziinat-e-baaG-e-jahaa.n nahii.n
vo kaun sii bahaar hai jis ko KHizaa.n nahii.n
Arman Rampuri
Ghazal
roz parchhaa.iyaa.n yaado.n kii parinde ban kar
ghar ke pichhvaa.De ke piipal pe utar aatii hai.n
Farzana Nainan
Ghazal
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
aasmaano.n kii bulandii se hamaarii jaanib
kuchh parinde ba.De naayaab nikal aate hai.n
Adnan Asar
Ghazal
dil se dil hii na mile jab to bane baat hii kyaa
ik nayaa rang na ubhre to mulaaqaat hii kyaa
Mohammad Habeeb Habeeb
Ghazal
har dil o nazar me.n ho ik nikhaar saa paidaa
bad-gumaan zehno.n tak nemat-e-yaqii.n pahu.nche
Ikram Mujeeb
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
halaal rizq kaa matlab kisaan se puuchho
pasiina ban ke badan se lahuu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
mujh ko mire KHuluus kii qiimat nahii.n milii
ya.anii pasiina bah gayaa ujrat nahii.n milii
Sayyad Musa Kazim
Ghazal
ik KHuub-ruu parinda ba.Dii duur jaa basaa
ab KHvaahisho.n kaa baaG mukammal nahii.n rahaa
Obaidurrahman Niyazi
Ghazal
Hijr Moumin
Ghazal
zaraa nigaah jamaa.ii aur ek barf saa jism
pasiina ban ke jabii.n se zaraa pighalne lagaa
Umair Najmi
Ghazal
hausla TuuTaa to vo ibrat kaa manzar aa gayaa
u.D nahii.n paayaa parinda baal-o-par hote hu.e
Khalid Mahmood
Ghazal
sunaa ke ko.ii kahaanii hame.n sulaatii thii
du.aa.o.n jaisii ba.De paan-daan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ek vus.at aasmaa.n-dar-aasmaa.n ba.Dhtii hu.ii
ik parinda baal-o-par me.n tar-ba-tar hotaa hu.aa