SEARCH RESULTS
Showing search results for "pachaas"
Ghazal MATCHES FOR "pachaas"
Ghazal
pachaas logo.n se vo roz miltii hai aur mai.n
kisii ko dekh luu.n to us kaa mu.nh utar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
pachaas miil hai KHushkii se bahriya-town
bas ek ghanTe me.n achchhaa zamaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
bas ek tuu hai jise dost boltaa huu.n mai.n
vagarna saath me.n aise pachaas baiThte hai.n
Amulya Mishra
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
vo tiis saal se hai vahii biis saal kii
ham KHair se pachaas se aage nikal ga.e
Sarfaraz Shahid
Ghazal
lo pachaas bhii ab to KHair se hu.e puure
ye tamaashaa kyaa 'alvii' saaTh saal karnaa hai
Mohammad Alvi
Ghazal
hai saaraa lams kaa fitna havaas paagal hai.n
KHudaa kaa shukr ki chehra-shanaas paagal hai.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
mire janaaze ko bas chaar log kaafii hai.n
kisii ko hogii zaruurat pachaas logo.n kii
Hina Rizvi
Ghazal
pachaas saal kii yaado.n ke naqsh aur naqshe
vo ko.ii nisf sadii qabl kaa zamaana-e-huu
Rais Amrohvi
Ghazal
bahut kaThin mas.alo.n kii tahliil bhii hai mumkin
agar mai.n ik mas.ale ke Tuk.De pachaas kar luu.n
Zeeshaan sajid
Ghazal
Guruur to.Daa hai raavan kaa mere angad ne
hilaa sake na jo paa ko pachaas ho kar bhii
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
ye kyaa ki mol bhii lage anmol bhii kaho
qiimat agarche laakh ho yaa sau pachaas ho
Mohsin Ahmed
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n sirf tere KHvaab
‘KHvaab’ kii muntazir pachaas aa.nkhe.n