SEARCH RESULTS
Showing search results for "parind"
Ghazal MATCHES FOR "parind"
Ghazal
fazaa-e-shauq me.n us kii bisaat hii kyaa thii
parind apne paro.n kaa nishaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
u.De to phir na mile.nge rafaaqato.n ke parind
shikaayato.n se bharii Tahniyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye kis ne baaG se us shaKHs ko bulaa liyaa hai
parind u.D ga.e pe.Do.n ne mu.nh banaa liyaa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Ghayas Mateen
Ghazal
jahaa.n sukuun milaa baiTh jaate the ham log
parind kii tarah ham bhii shajar badalte rahe
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
lapak ke aate hai.n siine kii samt tiir aise
parind shaaKH pe jaise Thikaane Dhuu.nDhte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
fitne ajab tarah ke saman-zaar se uThe
saare parind shaaKH-e-samar-daar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
vo ja.ngalo.n se nikaale hu.e Gariib parind
jahaa.n ga.e unhe.n maskan milaa uqaabo.n kaa
Ishrat Afreen
Ghazal
havaa daraKHto.n se jab gale mil ke ro rahii ho
parind lambe safar pe jaa.e.n to lauT aanaa
Ishrat Afreen
Ghazal
parind shaaKH pe tanhaa udaas baiThaa hai
u.Daan bhuul gayaa muddato.n kii bandish me.n
Khaleel Tanveer
Ghazal
kisii parind kii chiiKHo.n ne sang-baarii kii
sukuut-e-shaam kaa shiisha bikhar gayaa mujh me.n
Akash Arsh
Ghazal
Dhuu.nDe.nge ab parind kahaa.n shaam ko panaah
ja.ngal kii aag khaa ga.ii sab Daaliyaa.n daraKHt
Parveen Kumar Ashk
Ghazal
parind tum par ha.nsaa kare.nge kahaa thaa tum se
na tum daraKHto.n pe naam likhnaa vahii kiyaa naa
Danish Aziz
Ghazal
mujhe to is se ka.ii aadmii banaane the
parind bhii na bane dastiyaab miTTii ke