SEARCH RESULTS
Showing search results for "pho.dne"
Ghazal MATCHES FOR "pho.dne"
Ghazal
qismat ke pho.Dne ko ko.ii aur dar na thaa
qaasid makaan-e-Gair ke kyuu.n muttasil gayaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
kyaa KHaak mudaavaa kare.n shoriida-sarii kaa
sar pho.Dne ko Dhuu.nDhe.n to patthar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
mai.n tujh ko chho.D ke sar pho.Dne kahaa.n jaa.uu.n
mire nasiib me.n hai teraa sa.ng-e-dar phir bhii
Arif Hasan Khan
Ghazal
sar hii ham pho.Dne jaa.e.n to kahaa.n jaa.e.nge
khokhle kaa.nch ke but hai.n tire but-KHaano.n me.n
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
kuchh apne dil ke valvale kuchh zaahido.n kii zid
sar pho.Dne ko varna vahii aastaa.n na thaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
sar pho.Dne vaale rahe.n vallaah salaamat
kuchh din me.n ibaadat ko bhii patthar na milegaa
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
zamii.n pe pakkii imaarate.n ug rahii hai.n aise
divaane sar pho.Dne ko patthar nahii.n malegaa
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
amiir-e-asr se fariyaad karnaa chaahte hai.n
saro.n ko pho.Dne ye log pattharo.n se na jaa.e.n
Asad Badayuni
Ghazal
nahii.n ye fikr ki sar pho.Dne kahaa.n jaa.e.n
bahut buland hai apne vajuud kii diivaar
Shaz Tamkanat
Ghazal
josh-e-junuu.n ko kis liye sahraa kii hai talaash
sar pho.Dne kaa lutf to diivaar-o-dar me.n hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
Nashtar Chaprawi
Ghazal
Zakauddin Shaya.n
Ghazal
ham ne jab saaf kahaa thaa ki a.ndheraa hai yahaa.n
aap sar pho.Dne kyo.n dil me.n bhalaa utre the
Vishwadeep Zeest
Ghazal
abhii ye gumbad-e-sar pho.Dne kii kiije fikr
ki sadd-e-raah abhii charKH niilguu.n bhii nahii.n