SEARCH RESULTS
Showing search results for "phuulte-phalte"
Ghazal MATCHES FOR "phuulte-phalte"
Ghazal
haq ko ham ne to sadaa phuulte phalte dekhaa
tez aa.ndhii me.n bhii is sham.a ko jalte dekhaa
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
phuulte-phalte hai.n jazbe dard ke maahaul me.n
zaKHm khaa.e.n to nikharte hai.n suKHan-var aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
aazmaa.ish hai, ijaazat hai ki majbuurii hai
zulm ko ham ne yahaa.n phuulte-phalte dekhaa
Quaiser Khalid
Ghazal
arbaab-e-karam phuulte-phalte hai.n hamesha
miltaa hai samar un ko Gariibo.n kii du.aa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
vaah kyaa rang hai kyaa KHuub tabii.at hai 'riyaaz'
ho zamii.n ko.ii tumhe.n phuulte-phalte dekhaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
aag hii aag hai sayyaare pe lekin ham ne
shaaKH-e-zaituun tujhe phuulte-phalte dekhaa
Sarvat Husain
Ghazal
ek muddat se hai.n ham ishq me.n aavaara ba-kaar
ya.anii ik umr hu.ii phuulte-phalte hu.e bhii
Pirzada Qasim
Ghazal
tuKHm-rezii kar rahaa huu.n mai.n isii ummiid par
phuulte phalte hu.e kal ye shajar dekhe.nge log
Ramz Azimabadi
Ghazal
misaal-e-naKHl dekhaa hai usii ko phuulte-phalte
kiyaa jis shaKHs ne haasil tariiqa KHaaksaarii kaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
ham jaur bhii sah le.nge magar Dar hai to ye hai
zaalim ko kabhii phuulte-phalte nahii.n dekhaa
Arsh Malsiyani
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
daaG-e-taaza diye nairang-e-falak ne us ko
baaG-e-aalam me.n jise phuulte phalte dekhaa
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
Zakauddin Shaya.n
Ghazal
arbaab-e-karam phuulte phalte hai.n hamesha
sarsabz nihaal-e-karam-e-ahl-e-saKHaa hai
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
dekh ai duniyaa babuul ab phuulne-phalne lage
zaKHm dil ke aaKHirash ash'aar me.n Dhalne lage
Ananth Faani
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
Nawab Dehlwi
Ghazal
raushnii ke jalve hai.n phalte phuulte ja.ngal
jin kii chhattr-chhaayaa me.n tiirgii panaptii hai