SEARCH RESULTS
Showing search results for "qalam"
Ghazal MATCHES FOR "qalam"
Ghazal
lahuu na ho to qalam tarjumaa.n nahii.n hotaa
hamaare daur me.n aa.nsuu zabaa.n nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
fazaa me.n vahshat-e-sa.ng-o-sinaa.n ke hote hu.e
qalam hai raqs me.n aashob-e-jaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
salaam us par agar aisaa ko.ii fankaar ho jaa.e
siyaahii KHuun ban jaa.e qalam talvaar ho jaa.e
Kaif Bhopali
Ghazal
daftar-e-lauh o qalam yaa dar-e-Gam khultaa hai
ho.nT khulte hai.n to ik baab-e-sitam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
miraa qalam mire jazbaat maa.ngne vaale
mujhe na maa.ng miraa haath maa.ngne vaale
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
qalam ho teG ho tesha ki Dhaal mat chhiino
kabhii kisii se kisii kaa kamaal mat chhiino
Wasi Shah
Ghazal
ko.ii subuut na hogaa tumhaare hone kaa
na aayaa fan jo qalam KHuun me.n Dubone kaa
Raeesuddin Raees
Ghazal
qalam kii nok pe rakkhuu.ngaa is jahaan ko mai.n
zamii.n lapeT ke rakh duu.n ki aasmaan ko mai.n
Mumtaz Gurmani
Ghazal
taKHtii qalam davaat se pahle kii baat hai
ye ishq kaa.enaat se pahle kii baat hai
Kazim Husain Kazim
Ghazal
ham ne jaanaa thaa suKHan ho.nge zabaa.n par kitne
par qalam haath jo aa.ii likhe daftar kitne
Meer Taqi Meer
Ghazal
qirtaas o qalam haath me.n hai aur shab-e-mah hai
ai rabb-e-azal khol de jo dil me.n girah hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
kaaGaz qalam davaat ke andar ruk jaataa hai
jo lamha is zaat ke andar ruk jaataa hai