SEARCH RESULTS
Showing search results for "qalam"
Nazm MATCHES FOR "qalam"
Nazm
lauh-o-qalam
ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
jo dil pe guzartii hai raqam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
kii mohammad se vafaa tuu ne to ham tere hai.n
ye jahaa.n chiiz hai kyaa lauh-o-qalam tere hai.n
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
haqiiqat hu.ii jaise mujh par ayaa.n
qalam ban gayaa hai KHudaa kii zabaa.n
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
aaKHiri mulaqat
TuuTii hu.ii ik ashko.n kii la.Dii
ik KHushk qalam ik band gha.Dii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
talwar aur qalam
tez sii talvaar saada saa qalam
bas yahii do taaqate.n hai.n besh-o-kam
Faiz Ludhianvi
Nazm
arz-e-watan
KHayaalaat me.n saKHt hai intishaar
taKHayyul pareshaa.n qalam be-qaraar
Arsh Malsiyani
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
qalam udaas hai lafzo.n me.n hashr barpaa hai
havaa rukii hai to raqs-e-sharar bhii KHatm hu.aa
Tariq Qamar
Nazm
autograph
tumhaare naam ke nuqte ye KHuub-ruu nuqte
banaa.e hai.n jo tumhaare qalam ne kaaGaz par