SEARCH RESULTS
Showing search results for "qata.ii"
Ghazal MATCHES FOR "qata.ii"
Ghazal
Gulzar
Ghazal
dil ne kahaa ki shaam-e-shab-e-vasl se na bhaag
ab pak chukii hai fasl kaTaa.ii kaa vaqt hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
KHaak ko KHaak pe dharne kaa maza apnaa hai
hijr me.n kaun bichhaataa hai chataa.ii saahab
Khurram Afaq
Ghazal
KHat bhii likhte hai.n to lete hai.n KHataa.ii kaaGaz
dekhiye kab tak unhe.n merii KHataa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
qata.ii hai daliil ai 'miir' us teG kii be-aabii
rahm un ne mire haq me.n mutlaq na ravaa rakhaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
farsh-e-maKHmal pe kabhii nii.nd na aa.ii mujh ko
itnii raas aa.ii mire ghar kii chaTaa.ii mujh ko
Aalam Nizami
Ghazal
mahak uThii hai tamanna bhii zaKHm khaane kii
kaTaar haath me.n le kar galii me.n aa.ii sabaa
A.R. Sahil 'Aleeg'
Ghazal
ai shaiKH na puuchho tum sattuu bhare haath apne
KHaaliq se Daro hazrat masjid kii chaTaa.ii hai
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
jab se pa.Dhii chataa.ii-nashiino.n kii zindagii
moTaa mahiin jo bhii milaa khaa pahan liyaa
Shahid Jamal
Ghazal
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
ho.nTo.n kii mastii duur kii tuu ne khaTaa.ii se
liimuu.n kii chaashnii hai tirii miiThii baat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
aayaa samajh me.n jab se ko.ii maqsad-e-hayaat
shaaho.n ne ik chataa.ii ko bistar banaa diyaa
Lateef Saani
Ghazal
ye to kahte ho ki KHud mai.n ne kaTaa.ii gardan
ko.ii haatho.n me.n havaa ke bhii to KHanjar dekho
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
kaash dhartii par giraa KHuu.n rang le aataa 'riyaaz'
jiite-jii ham apnii faslo.n kii kaTaa.ii dekhte
Riaz Majeed
Ghazal
aaj bhii sab ke dilo.n pe hai hukuumat jis kii
vo chaTaa.ii pe bhii lagtaa hai dulaaro.n jaisaa