SEARCH RESULTS
Showing search results for "rah-e-butaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "rah-e-butaa.n"
Ghazal
Nazeer Ansari
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
banaa ke phuul kii KHushbuu phiraa.egii sadiyo.n
havaa se kaun rah-e-e'tidaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ba-raah-e-raast ko.ii farz adaa nahii.n hotaa
vahii sifaarishe.n sun.naa sifaarishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shart mat rakh ki rah-e-ishq-e-butaa.n me.n 'aadil'
vaqt kii ruu se baGaavat nahii.n kii jaa saktii
Azeez Adil
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
muhaal thaa ki ham ai 'josh' zinda rah sakte
firaaq-e-yaar me.n ik roz mar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
mai.n raah-e-shauq me.n tanhaa nahii.n huu.n
mire hamraah kuchh parchhaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
chalii KHirad kii na kuchh aagahii ne saath diyaa
rah-e-junuu.n me.n faqat be-KHudii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
raah-e-talab me.n azm-e-tajassus javaa.n rahe
manzil jo be-nishaa.n hai mirii be-nishaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
kyaa marhale hai.n raah-e-mohabbat ke marhale
dil par kahii.n banii hai mirii jaan par kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mile.nge raah me.n tujh ko charaaG jalte hu.e
kahii.n kahii.n hai miraa naqsh-e-paa bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sang-e-miil kii suurat hai nasb ek jagah
mai.n gard-e-raah huu.n meraa tavaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
himmat-shikan hai.n raah-e-mohabbat ke marhale
har mo.D har qadam pe musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
miT ke ham KHaak hu.e KHaak-e-rah-e-kuu-e-butaa.n
ban ke ham haasil-e-sad-bazm-e-tajallii bhii hu.e