SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasheed"
Ghazal MATCHES FOR "rasheed"
Ghazal
visaal-e-dost se bhii kam na ho sakii 'raashid'
azal se paa.ii hu.ii tishnagii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
tire karam se KHudaa.ii me.n yuu.n to kyaa na milaa
magar jo tuu na milaa ziist kaa mazaa na milaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
naza.a kaa ab vaqt hai itnaa to kah diije 'rashiid'
aane vaale jald aa ye aaKHirii aavaaz hai
Rasheed lakhnavi
Ghazal
tuu aashnaa-e-jazba-e-ulfat nahii.n rahaa
dil me.n tire vo zauq-e-mohabbat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
jo ban-sa.nvar ke vo ik maah-ruu nikaltaa hai
to har zabaan se bas allaah-huu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
hai ye insaa.n ba.De ustaad kaa shaagird-e-rashiid
kar sake kaun agar ye bhii KHilaafat na kare
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
ahvaal-e-shab-e-Gam pe 'rashiid' aaj vo bole
qaa.il tire is jhuuTe fasaane ke nahii.n ham
Rasheed Rampuri
Ghazal
Rasheed Qaisrani
Ghazal
Mumtaz Rashid
Ghazal
ra.ng-e-rusvaa.ii sahii shahr kii diivaaro.n par
naam 'raashid' kaa ubharnaa to abhii baaqii hai
Rashid Kamil
Ghazal
ab to ik pal ke liye bhii na ga.nvaa.e.nge tumhe.n
KHud ko haare.nge magar jiit ke laa.e.nge tumhe.n
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
mujhe tujh se bichha.D jaane kaa dukh hai
kalii ke khil ke murjhaane kaa dukh hai
Rasheed Hasrat
Ghazal
mujrim hai tumhaaraa to sazaa kyuu.n nahii.n dete
is shaKHs ko jiine kii du.aa kyuu.n nahii.n dete
Rashid Fazli
Ghazal
mazaar-e-husn se aatii hai ye sadaa 'raahii'
vafaa pe dekhiye ab kaun jaan detaa hai