SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishta-e-daanish"
Ghazal MATCHES FOR "rishta-e-daanish"
Ghazal
du'aa visaal kii kyo.n maa.ngte ho ai 'daanish'
bachegaa maa.ngne ko kyaa shab-e-visaal ke baa'd
Danish Noorpuri
Ghazal
dil-e-'daanish' na hamesha ke liye ruk jaa.e
aap siine se zaraa haath lagaa.e rakhiye
Danish Aligarhi
Ghazal
mire aziiz ai 'daanish-aziiz’ baat samajh
jinhe.n ho zo.am unhe.n aazmaayaa karte hai.n
Danish Aziz
Ghazal
miraa KHayaal hai tum bhii na to.D paa.oge
ik aisaa rishta-e-mohkam hai intizaar ke saath
Danish Aligarhi
Ghazal
mai.n aaj tak ise samjhaa nahii.n huu.n ai 'daanish'
ki dushmanii kise kahte hai.n dushmanii kyaa hai
Danish Aligarhi
Ghazal
Danish Asari
Ghazal
rishta-e-KHaak hii nahii.n sab kuchh
kuchh namii kuchh numuu havaa me.n hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Ghazal
ham us ko kaise sunaate kahaaniyaa.n 'daanish'
kitaab-e-dil kaa har ik safha paara paara thaa
Sarfraz Danish
Ghazal
Sarfraz Danish
Ghazal
shab-e-firaaq kii bechainiyo.n me.n ai 'daanish'
sukuun-e-dil ke liye mai.n ne aaj jaam liyaa
Danish Farahi
Ghazal
Gam-e-dauraa.n se to begaana hu.e hai.n 'daanish'
tere Gam kii jo inaayat hai hamii.n jaante hai.n
Danish Ejaz
Ghazal
'ishq-o-ulfat kii 'daanish' ye me'raaj hai
mai.n tiraa aa.ina tuu miraa aa.ina
Danish Noorpuri
Ghazal
ko.ii bhii mohsin o rahbar hii nahii.n hai meraa
yuu.n to 'daanish' hai.n bahut chaahne vaale mujh ko
Danish Aligarhi
Ghazal
tum un se milo 'daanish' ye dhyaan rahe lekin
KHuddaari-e-fitrat kaa ehsaas na mar jaa.e