SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruKHsat-e-naala"
Ghazal MATCHES FOR "ruKHsat-e-naala"
Ghazal
ruKHsat-e-naala mujhe de ki mabaadaa zaalim
tere chehre se ho zaahir Gam-e-pinhaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
sharaab pii chuke be-chaare ko ijaazat do
kha.Daa hai der se ruKHsat ko ai nigaar lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kaise kaise log aa.e aur ruKHsat ho ga.e
ai 'shakiil' achchhaa nahii.n is darja itraanaa tiraa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ruKHsat-e-sair-o-tamaashaa-e-jahaa.n hai kis ko
diidanii aap hai 'aalam mire kaashaane kaa
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
'asar' mujhe hai vahaa.n ruKHsat-e-navaa-sanjii
ki naGma ik lab-e-KHaamosh jab dayaar me.n hai
Asar Lakhnavi
Ghazal
lillaah ai hujuum-e-tamannaa zaraa Thahar
ye vaqt-e-ruKHsat-e-nafas-e-jaa.n-gudaaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
aatish-parast kahte hai.n ahl-e-jahaa.n mujhe
sargarm-e-naala-haa-e-sharar-baar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
mastii me.n aaj to.De.nge kuuze sharaab ke
tauba ke saath ruKHsat-e-maah-e-tamaam hai
Ranj Merthi
Ghazal
'shaaz' suuraj bhii tamaashaa.ii hu.aa aaj ke din
ruKHsat-e-saaya-e-diivaar hai diivaar se dekh
Shaz Tamkanat
Ghazal
ruKHsat-e-mausam-e-gul ke bhii uThaa.o sadme
itnaa aasaa.n nahii.n ehsaas-e-KHizaa.n ho jaanaa
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
ruKHsat-e-arz-e-tamannaa nahii.n miltii na mile
qissa-e-shauq nigaaho.n se sunaanaa hai hame.n
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tishna-e-KHuun-e-tamaashaa jo vo paanii maa.nge
aa.ina ruKHsat-e-andaaz-e-ravaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
ruKHsat-e-ruuh-e-ravaa.n ho ki na ho batlaa.o
jaama-e-tan me.n ye mehmaan rahe yaa na rahe
Shad Lakhnavi
Ghazal
KHayaal-e-miirzaa.ii ai 'nasiim'-dehlavii kab tak
jhuko buDDhe hu.e ab ruKHsat-e-lutf-e-javaanii hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
taasiir-e-aah-o-naala to ma.aluum haa.n magar
dil kaa buKHaar KHuub nikaltaa hai aah me.n