SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-shaakh-e-anaa"
Ghazal MATCHES FOR "sar-e-shaakh-e-anaa"
Ghazal
jo apne sar pe sar-e-shaaKH-e-aashiyaa.n guzrii
kisii ke sar pe qafas me.n bhii vo kahaa.n guzrii
Sharif kunjahi
Ghazal
jo ek zaKHm sar-e-shaaKH-e-dil mahaktaa hai
usii se ham ne ye jaanaa ki 'ishq zinda hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
boltaa rahtaa hai jo aaj sar-e-shaaKH-e-anaa
chup sii lag jaa.egii jis roz fanaa bolegii
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
Gamo.n ke phuul sar-e-shaaKH muskuraate hai.n
udaasiyo.n ke ye mausam kahaa.n se aate hai.n
Shams Khaalid
Ghazal
Guncha jo sar-e-shaaKH chaTakte hu.e dekhaa
pahluu me.n bahut dil ko dha.Dakte hu.e dekhaa
Ishrat Qadri
Ghazal
barq sar-e-shaaKH-saar dekhiye kab tak rahe
ham ko yaqiin-e-bahaar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Gubaar saa hai sar-e-shaaKH-saar kahte hai.n
chalaa hai qaafila-e-nau-bahaar kahte hai.n
Asghar Saleem
Ghazal
sar-e-shaaKH-saar gulaab hai.n ye jo KHvaab hai.n
kabhii KHaar-zaar-e-azaab hai.n ye jo KHvaab hai.n
Mohammad Firoz Shah
Ghazal
shaaKH-e-mizhgaan-e-mohabbat pe sajaa le mujh ko
barg-e-aavaara huu.n sarsar se bachaa le mujh ko
Mohsin Ehsan
Ghazal
shaaKH-e-buland-e-baam se ik din utar ke dekh
ambaar-e-barg-o-baar-e-KHizaa.n me.n bikhar ke dekh
Akbar Hyderabadi
Ghazal
shaaKH-e-umiid-e-vasl KHizaa.n-diida ho ga.ii
aur aa.nkh apne sabr kii ranjiida ho ga.ii
Zubair Ahad
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo kabhii shaaKH-e-gul-e-tar kii tarah lagtaa hai
aur kabhii dashna-o-KHanjar kii tarah lagtaa hai