SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-shaakh-e-anaa"
Nazm MATCHES FOR "sar-e-shaakh-e-anaa"
Nazm
mashwara
tum sar-e-shaaKH-e-saman baaG me.n aayaa na karo
baaG me.n manchale bhau.nre bhii u.Daa karte hai.n
Salam Machhli shahri
Nazm
katik ka chand
chaa.nd kab se hai sar-e-shaaKH-e-sanobar aTkaa
ghaas shabnam me.n sharaabor hai shab hai aadhii
Ibn e Insha
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
sar-e-shaaKH-e-nihaal-e-Gam chahaktaa hai
ko.ii bhuulaa hu.aa bisraa hu.aa dukh
Ahmad Faraz
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn e Insha
Nazm
taba kai
apne hii nam se mahaktii rahii mausam mausam
lafz ubharte rahe ruk ruk ke sar-e-shaaKH-e-niyaaz
Zia Jalandhari
Nazm
zaKHm-e-tamanna
ek phuul kaa chaman me.n talabgaar mai.n hu.aa
vo phuul khil rahaa thaa sar-e-shaaKH aarzuu
Junaid Hazin Lari
Nazm
ai nigar-e-watan
bahut qariib hai.n ab bhii qafas kii diivaare.n
bahut buland sar-e-shaaKH-saar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
tanhai tumhein yaad karti hai
adab se jhuk ke 'aqiidat bharii nigaaho.n se
falak ne tum ko sar-e-shaaKH-saar dekhaa hai
Bismil Dehlavi
Nazm
aadhi raat
ye sar-niguu.n hai.n sar-e-shaaKH phuul gu.Dhal ke
ki jaise be-bujhe a.ngaare ThanDe pa.D jaa.e.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
ik phudaktaa hai sar-e-shaaKH pe jis tarah ko.ii
aamad-e-fasl-e-bahaarii kii KHushii me.n naache
Akhtarul Iman
Nazm
gul ba-nok-e-Khaar
mirii baahe.n hai.n misl-e-shaaKH-e-sandal
badan meraa hai laala-zaar dekho
Qaisar Ziya Qaisar
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
phir barq farozaa.n hai sar-e-vaadii-e-siinaa
phir rang pe hai sho.ala-e-ruKHsaar-e-haqiiqat