SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarbaraah"
Ghazal MATCHES FOR "sarbaraah"
Ghazal
mai.n apne ghar kii tabaahii sambhaal luu.ngaa magar
zamaane bhar kaa mujhe sarbaraah likh liije
Bekal Utsahi
Ghazal
jo us kii aur ko jaanaa mile to ham bhii za'iif
hazaar sajde har ik gaam sarbaraah kare.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
bas ek dil hii to hai vaaqif-e-rumuuz-e-hayaat
so shahr-e-jaa.n kaa use sarbaraah mai.n ne kiyaa
Irfan Sattar
Ghazal
qaa.em unhii.n faqiiro.n ke dam se thii saltanat
jin ko kiyaa hai mulk-badar sarbaraah ne
Mahtab Alam
Ghazal
ishq ke baazaar me.n hai.n taajiro.n ke sarbaraah
ham ko bhii ko.ii munaasib daam to batlaa.iye
Shaikh Sadique
Ghazal
kahii thii daar pe kal haq kii baat 'ahsan' ne
saliib haath me.n hai sarbaraah ke ab tak
Nawab Ahsan
Ghazal
jab aa.ii baat kabhii hamsarii se masnad par
to sarbaraaho.n ne kuchh sarbaraah maar diye
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
hamaarii un kii siyaasat kaa rang KHuub hai vaah
ki ham imaam to vo sarbaraah rakhte hai.n
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
baraa.e-naam hai bas meraa muhtamim honaa
ki intizaam to sab sarbaraah dekhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
vo ba-zo'm-e-KHud gulsitaa.n kaa hai sarbaraah 'dauraa.n'
jo vo chaahe so karegaa use kaun roktaa hai
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
hai.n sarbaraah jo ab kaarvaan-e-millat ke
ab un ke qaul zamaane me.n mo'tabar na rahe
Bismil Aazmi
Ghazal
mai.n hamesha ke liye samjhuu.ngaa KHud ko sarbaraah
aur phir ik din miraa beTaa ba.Daa ho jaa.egaa
Usman Naazir
Ghazal
sharmindagii hai ham ko bahut ham mile tumhe.n
tum sar-ba-sar KHushii the magar Gam mile tumhe.n