SEARCH RESULTS
Showing search results for "sardar jafari ki nad"
Ghazal MATCHES FOR "sardar jafari ki nad"
Ghazal
kisii se un kii jafaa.o.n kaa tazkira na karo
hazaar zulm vo Dhaa.e.n magar gila na karo
Nayyar Damohi
Ghazal
kisii kii jab se jafaa.o.n kaa silsila na rahaa
dil-e-hazii.n me.n mohabbat kaa hausla na rahaa
Kaleem Sahasrami
Ghazal
kaam ab ko.ii na aa.egaa bas ik dil ke sivaa
raaste band hai.n sab kuucha-e-qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
lutf kaa rabt hai ko.ii na jafaa kaa rishta
dil se kuchh duur hai zaalim kii anaa kaa rishta
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
safar bhii ko.ii na ho rahguzar bhii ko.ii na ho
hamaare baa'd KHaraab is qadar bhii ko.ii na ho
Asad Badayuni
Ghazal
in havaa.o.n kii na lag jaa.e nazar
ko.nple.n niklii hai.n dil kii shaaKH par
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
ham-safar ko.ii na ko.ii raasta merii taraf
mutma.in huu.n mai.n ki hai meraa KHudaa merii taraf
Shakir Dehlvi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
maanaa kabhii jafaa kaa na shikva kiyaa 'shafiiq'
un kii inaayato.n se tumhe.n ab gila to hai
Shafeeq Barelvi
Ghazal
Azra Naz
Ghazal
naumiid kare dil ko na manzil kaa pataa de
ai rah-guzar-e-ishq tire kyaa hai.n iraade
Fuzail Jafri
Ghazal
Imran Saghar
Ghazal
ko.ii na ham-safar na ko.ii rahnumaa milaa
jis samt bhii gayaa mai.n faqat naqsh-e-paa milaa
Zyesha Usmaan
Ghazal
din javaanii ke na barbaad guzaare hote
ai mirii jaan agar aap hamaare hote
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
na shar us kaa na hai shamshiir us kii
lagii hai daav par taqdiir us kii
Sayyad Safdar Raza Khandvi
Ghazal
KHuub hai tum me.n jafaa kii na rahegii aadat
mere badle bhii raqiibo.n pe karam aur sahii