SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.eq"
Ghazal MATCHES FOR "shaa.eq"
Ghazal
tang-dastii ko samajhtaa huu.n Ganiimat 'shaa.eq'
varna yuu.n chain se paisa nahii.n rahne detaa
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
vo din bhii the ki aap ko 'shaa.eq' se rabt thaa
baate.n hu.ii hai.n aaj vo KHvaab-o-KHayaal kii
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
terii saa.nse.n bhii kisii shaKHs se vaabasta ho.n
is qadar KHud ko kisii kaa kabhii shaa.eq na banaa
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
jhaga.D le.nge aapas me.n shaiKH o brahman
tujhe kyaa bakhe.Do.n se o mard-e-aashiq
Rind Lakhnavi
Ghazal
juuyaa hai bas ki aariz-o-gesuu-e-yaar kaa
paaband shaiKH sajda-e-sub.h-o-masaa me.n hai
Bahram ji
Ghazal
jhuk ke milne kii azal hii se hai fitrat 'shaa.iq'
garche sar-basta-e-dastaar-e-anaa huu.n mai.n bhii
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
sameTtaa huu.n mai.n naakaamiyo.n ko jab 'shaa.iq'
miraa mazaaq u.Daatii hai.n KHvaahishaat mirii
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
ko.ii duniyaa me.n nahii.n tere sivaa ai 'shaa.eq'
jins-e-ulfat kaa KHariidaar KHudaa KHair kare
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
jiinaa ho ab ki marnaa Duube.n ki paar utre.n
kashtii hai apnii 'shaa.eq' haatho.n me.n naaKHudaa ke
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
jahaa.n me.n yuu.n to na guzregii zindagii 'shaa.eq'
ko.ii rafiiq ko.ii raazdaa.n talaash karo
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
mausam ko chaahiye na mirii pairvii kare
'shaa.iq' asiir-e-dard kaa apnaa mizaaj kyaa
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
kuchh to shaa.eq kii jhalak aap me.n aatii 'gauhar'
apne andaaz-e-taKHaatub ko jo saada karte
Gauhar Aziz
Ghazal
Gauhar Aziz
Ghazal
'shaa.eq' tirii nazar kii javaanii na jaa.egii
pinhaa.n tirii nazar me.n kisii kaa jamaal hai
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
'umr guzrii us kii yaado.n ke tufail
yuu.n na 'shaa.iq' mehrbaa.n kahte rahe
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
'shaa.eq' is bazm me.n ham suurat-e-tasviir hai.n chup
kyaa kare.n baat jahaa.n baat kaa afsaana bane