SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.eq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaa.eq"
Sher
shaam ko sub.h se ta.abiir karo tum lekin
aa.nkh vaale to sahar hii ko sahar jaante hai.n
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
tang-dastii ko samajhtaa huu.n Ganiimat 'shaa.eq'
varna yuu.n chain se paisa nahii.n rahne detaa
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
vo din bhii the ki aap ko 'shaa.eq' se rabt thaa
baate.n hu.ii hai.n aaj vo KHvaab-o-KHayaal kii
Riyazat Ali Shaiq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shaa.eq"
Ghazal
terii saa.nse.n bhii kisii shaKHs se vaabasta ho.n
is qadar KHud ko kisii kaa kabhii shaa.eq na banaa
Arshad Sad Rudaulvi
Mazahiya
code me.n likkhaa hai mazmuu.n naala-e-shab-giir kaa
kaaGzii hai pairahan har paikar tasviir kaa
Khvaja Shaiq Hasan
Ghazal
na taab aa.egii husn kii tere ai dost
mai.n muusaa nahii.n huu.n jo jalve kaa shaa.eq
Rind Lakhnavi
Ghazal
maqtuul laakho.n ho chuke shaa.eq hazaar-haa
lazzat ajiib yaar kii teG-e-jafaa me.n hai
Bahram ji
Ghazal
sameTtaa huu.n mai.n naakaamiyo.n ko jab 'shaa.iq'
miraa mazaaq u.Daatii hai.n KHvaahishaat mirii
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
jhuk ke milne kii azal hii se hai fitrat 'shaa.iq'
garche sar-basta-e-dastaar-e-anaa huu.n mai.n bhii
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
ko.ii duniyaa me.n nahii.n tere sivaa ai 'shaa.eq'
jins-e-ulfat kaa KHariidaar KHudaa KHair kare
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
jiinaa ho ab ki marnaa Duube.n ki paar utre.n
kashtii hai apnii 'shaa.eq' haatho.n me.n naaKHudaa ke





