SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-haa-e-taar"
Ghazal MATCHES FOR "shab-haa-e-taar"
Ghazal
kahaa.n hai aariz KHurshiid-e-niim-roze ki umr
miyaan-e-kaakul-e-shab-haa-e-taar guzrii hai
Syed Hamid
Ghazal
taasiir-e-aah-o-zaarii-e-shab-haa-e-taar jhuuT
aavaaza-e-qubuul du.aa-e-sahar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
kyaa jaantaa hai vahshat-e-shab-haa-e-taar ko
kaaTii ho jaise sham.a jalaa kar tamaam raat
Ibraheem Aajiz
Ghazal
marne pe bhii kaTaa na azaab-e-Gam-e-firaaq
kunj-e-lahad KHulaasa-e-shab-haa-e-taar thaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
karte hai.n vo sitaare bhii ab mujh pe chashmake.n
chamkaa diyaa jinhe.n mirii shab-haa-e-taar ne
Karam Haidari
Ghazal
safaa-e-dil kii kahaa.n qadr-e-tiira-rozii me.n
charaaG-e-sub.h hai shab-haa-e-taar aa.iina
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
garche kaalii hai.n bahut shab-haa-e-taar-e-intizaar
tiirgii-e-baKHt se mere daraKHshaa.n ho ga.ii.n
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
garche kaalii hai.n bahut shab-haa-e-taar-e-intizaar
tiirgii-e-baKHt se mere daraKHshaa.n ho ga.ii.n
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Farogh Hyderabadi
Ghazal
ra.ng-o-raamish zamzame gul-haa-e-tar hote hu.e
dil akelaa aur itne ham-safar hote hu.e
Khalid Mahmood
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
saliiqa hii na aaya ashk-haa-e-diida-e-tar se
barasne kii jagah Thahre Thaharne kii jagah barse
Shaad Aarfi
Ghazal
tumhaare hijr kii shab-haa-e-kaar me.n jaanaa.n
ko.ii charaaG jalaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
hai kis KHayaal-e-KHaam me.n ai KHaarzaar-e-dahr
phir kaamraan-e-KHanda-e-gul-haa-e-tar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
chalii hai aatish-o-aahan ke dil se baad-e-sumuum
chaman ke jalva-e-gul-haa-e-tar kii KHair manaa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
surKH ho jaataa hai mu.nh merii nazar ke bojh se
kyaa banegii zevar-e-gul-haa-e-tar ke bojh se