SEARCH RESULTS
Showing search results for "shah-rag"
Ghazal MATCHES FOR "shah-rag"
Ghazal
apnii shah-rag kaa KHuu.n pilaa.uu.n ise
do mujhe ye tumhaaraa KHanjar hai
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Muneer Wahidi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
kuucha-e-shah-rag se kyaa teraa mahal nazdiik hai
dam gale me.n aa ke aTkaa hai tire biimaar kaa
Qadr Bilgrami
Ghazal
jab vo shah-rag ke hai qariib to phir
merii nazro.n se vo chhupaa kyuu.n hai
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
thii qahr-e-saadgii bhii sa.nvarne se peshtar
shah-rag pe neshtar thaa utarne se peshtar
R P Shokh
Ghazal
ko.ii neza mire siine me.n alam hotaa hai
mirii shah-rag pe chamaktii hu.ii shamshiir ko dekh
Shahid Kamal
Ghazal
taavaan jo nahii.n milaa shah-rag ko kaaT kar
bachche kii laash phe.nk dii basta jalaa diyaa
Imran Rahib
Ghazal
Aslam Mahmood
Ghazal
jo rahtaa hai shah-rag me.n apnii usii ko
na tum dekhte ho na ham dekhte hai.n
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
shah-rag se bhii ziyaada KHudaa to qariib hai
pahchaan phir bhii terii na apnii nazar me.n hai
Yusuf Ravish
Ghazal
sukuut-e-dahr mirii shaah-rag katar jaataa
agar na hilte mirii jaan bar-mahal tire ho.nT