SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahr-e-ilm"
Ghazal MATCHES FOR "shahr-e-ilm"
Ghazal
hu.aa guzar hamaaraa kaise shahr-e-ilm me.n
ki nukta-daa.n o diida-var qadam qadam pe the
Akbar Hyderabadi
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn e Insha
Ghazal
'sibtain' shahr-e-ilm-o-adab ke nasiib me.n
hote hai.n ham se ahl-e-qalam muddato.n ke baad
Sibtain Shahjahani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
teraa irfaan tuu kyaa KHud ko na pahchaan sakaa
thaa miraa daa.ra-e-ilm-o-KHabar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
log mujh ko mire aaha.ng se pahchaan ga.e
kaun badnaam rahaa shahr-e-suKHan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
rahuu.n hisaar-e-badan me.n ki shahr-e-jaa.n ko chaluu.n
vahii tavaaf vahii etakaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
shahr-e-gul kii rahne vaalii aagahii
mire zaKHmo.n kii zabaa.n samjhegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pighlii kuchh aur barf to ik aur shahr-e-KHvaab
yuu.n bah gayaa nasheb me.n goyaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
phir mahv-e-intizaar hai.n taaza qayaamate.n
phir bas rahe hai.n shahr-e-nigaaraa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye shahr shahr-e-KHamoshaa.n hai ahl-e-daanish kaa
kahii.n to ek ko.ii sar-phiraa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ye jaan kar bhii ki naa-mehrbaaniyaa.n ho.ngii
puraane shahr me.n sab mehrbaan chho.D aa.e