SEARCH RESULTS
Showing search results for "siina-e-aqdas"
Ghazal MATCHES FOR "siina-e-aqdas"
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki ai ranj-e-raa.egaa.n-nafsii
dhu.aa.n bhii siina-e-ahl-e-nazar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
gar chaaho mauj-e-ziist sadaa dau.Dtii rahe
sar misl-e-bahr siina-e-saahil pe chho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
pahluu-o-pusht-o-siina-o-ruKHsaar aa.ina
hai razm-gaah-e-husn kaa ye chaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
rauza-e-aqdas pe aakar kyo.n na Thahre.n qaafile
baa.is-e-taskiin-e-dil hai aastaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
phir ham the aur rauza-e-aqdas kii jaaliyaa.n
armaan kyaa bataa.uu.n ki kyaa kyaa machal ga.e
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
Nadeem Najid
Ghazal
sochuu.n tamaam din dar-e-aqdas ko mai.n 'qamar'
aate hii nii.nd gumbad-e-KHazraa dikhaa.ii de
Rehana Qamar
Ghazal
ruuh-e-'naasiKH' hai usii kii ruuh-e-aqdas par nisaar
baarhaa jis ke liye ruuhul-qudus naazil hu.aa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
KHaal-o-KHat se aib us ke ruu-e-aqdas ko nahii.n
husn hai mus.haf me.n honaa nuqta-e-e.araab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kis qadar bharosa thaa un ko zaat-e-aqdas par
yuu.nhii tho.Dii apnii vo kashtiyaa.n jalaa baiThe
Altamash Shams
Ghazal
Afroz Rizvi
Ghazal
dast-e-aqdas se jo haath aa.e Ganiimat jaaniye
bad-du.aa ko bhii buzurgo.n kii du.aa paate hai.n log
Mahir Bilgrami
Ghazal
tumhaare jalva-e-aqdas kaa ek partav hai
ye najm aur ye zohra ye mushtarii kyaa hai
Asghar Velori
Ghazal
siina-e-barg-e-gul-e-tar pe nazar thii apnii
zindagii aag ke saa.nche me.n Dhalii kyaa na hu.aa
Farooq Nazki
Ghazal
paa-e-aqdas mohsin-e-insaaniyat kaa chuum kar
ho ga.ii hai rashk-e-garduu.n kahkashaa.n apnii jagah
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
kyuu.n 'nuur' jhukaate kahii.n apnaa sar-e-aqdas
dar teraa jo sajde ko banaa mere liye hai