SEARCH RESULTS
Showing search results for "siina-e-aqdas"
Nazm MATCHES FOR "siina-e-aqdas"
Nazm
shair
tarjumaan-e-jazba-e-aqdas tirii fikr-e-rasaa
tuu ruKH-e-raaz-e-haqiiqat se uThaataa hai naqaab
Bismil Dehlavi
Nazm
saqi-nama
dil-e-tuur-e-siinaa-o-faaraan do-niim
tajallii kaa phir muntazir hai kaliim
Allama Iqbal
Nazm
shikwa
juu-e-KHuu.n mii chakad az hasrat-e-dairiina-e-maa
mii tapad naala ba-nishtar kada-e-siina-e-maa
Allama Iqbal
Nazm
eid milan ke mauqea par
diid-e-aqdas se hu.ii ain KHushii kii tauliid
Gaib se dil ko hu.ii jazb-e-vafaa kii taakiid
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
mirza-ghaalib
siina-e-ilm-e-haqiiqat me.n panaahe.n thii.n tirii
arsh se bhii aur aage jalva-gaahe.n thii.n tirii
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
taj-mahal
siina-e-dahr ke naasuur hai.n kohna naasuur
jazb hai un me.n tire aur mire ajdaad kaa KHuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
sham-e-rah-guzar
vaa.e tuufaan-e-siina-e-siimii.n
duKHtar-e-kohsaar guzrii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
baghawat-e-nafs
siina-e-aatash-fishaa.n kii tarah garmii se ubal
chal mire dil raasta KHushiyo.n kaa dekh
Meeraji
Nazm
nala-e-firaq
tuu kahaa.n hai ai kaliim-e-zarra-e-siinaa-e-ilm!
thii tirii mauj-e-nafas baad-e-nashaat-afzaa-e-ilm
Allama Iqbal
Nazm
KHak-e-jamia
aaj hai madfuun tere siina-e-be-nuur me.n
maadar-e-hindostaa.n kaa nuur-e-ain
Rifat Sarosh
Nazm
raqs ki raat
ki abhii duur kisii des me.n ik nanhaa charaaG
jis se tanviir mire siina-e-Gam-naak me.n hai