SEARCH RESULTS
Showing search results for "surKH-ruu"
Ghazal MATCHES FOR "surKH-ruu"
Ghazal
siyaahii me.n nahaa kar surKH-ruu hai.n
maze me.n hai.n jo ahl-e-haa.o-huu hai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
kisii ke saamne is tarah surKH-ruu hogii
nigaah KHuun-e-tamannaa se baa-vazuu hogii
Fasih Akmal
Ghazal
surKH-ruu nazro.n me.n hone kaa bahaana chaahuu.n
jo mire paas hai sab tujh pe ga.nvaanaa chaahuu.n
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
surKH-ruu ho.nge mohabbat me.n ham inshaa-'allaah'
fat.h chuumegii hamaare qadam inshaa-'allaah'
Anwar Shuoor
Ghazal
mo'taqid is baar shaayad surKH-ruu hone ko hai
dost thaa jo ab talak vo bhii 'aduu hone ko hai
Rahat Hasan
Ghazal
surKH-ruu sab ko sar-e-maqtal nazar aane lage
jab hu.e ham aa.nkh se ojhal nazar aane lage
Ainuddin Azim
Ghazal
badan ko chhuu le.n tire aur surKH-ruu ho le.n
bikharnaa hii hai to ham kyuu.n na mushkbuu ho le.n
Nitin Nayab
Ghazal
surKH-ruu harf se ye taaza-KHayaalii hu.ii hai
masnad-e-she'r pe jab merii bahaalii hu.ii hai
Anees Ashfaq
Ghazal
Yusuf Taqi
Ghazal
ham aaj bazm-e-raqiiba.n se surKH-ruu aa.e
ye hai ajiib ki ab vo bhii huu-ba-huu aa.e
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Nasir Ansari
Ghazal
Nawab Shahjahan Begum Shahjahan
Ghazal
Mehmood Rashid
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
kuchh log apne KHuu.n me.n nahaa kar chale ga.e
ab surKH-ruu-e-arsa-e-paikaar kaun hai