SEARCH RESULTS
Showing search results for "surKH-ruu"
Nazm MATCHES FOR "surKH-ruu"
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat haar kar bhii surKH-ruu hai
mohabbat ibtidaa hai intihaa hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
arize ki Dali
daraKHt kii surKH-ruu saazishii pattiyaa.n
raasto.n ke nishaan kho chukii hai.n
Sarwat Zehra
Nazm
mujhe abhi bahut dur jaana hai
aur malgajii chaa.ndnii ke aks ghar
apne lahuu se surKH-ruu kar duu.n
Khaleel Mamoon
Nazm
be-karan wusaton mein tanha
jo mere akso.n kaa silsila hai
jo mere hone se surKH-ruu hai
Wazir Agha
Nazm
tumhaare nam likhta hun
mujhe ab surKH-ruu kar do
mire sab KHvaab chorii ho ga.e hai.n
Azeez Prihar
Nazm
jila-watan shahzad-gan ka jashn
ghuumtii suu.ii ke raste kii saliibo.n se Tapakte
qatra qatra surKH-ruu sayyaal ko
Khaleel Mamoon
Nazm
wo shaKH-e-mahtab kaT chuki hai
mujhe kabhii surKH-ruu na dekho
na merii yaado.n ke jalte-bujhte nishaa.n kuredo
Mohsin Naqvi
Nazm
jashn-e-dipawali
hai fazaa bhii javaa.n aur mausam hasii.n
surKH-ruu hai.n uma.nge.n bhii dil ke qarii.n
Dr. Rahi
Nazm
ilm
surKH-ruu hotaa hai vo ik din zaruur
rahtii hai jis dil ko chaahat ilm kii
Banne Miyan Jauhar
Nazm
masafaton ke sarab ka alamiya
apnii saarii thakan kulfate.n bhuul kar shaam hone se pahle
surKH-ruu aarzuu.o.n ke sehre sajaa.e
Mumtaz Malik
Nazm
mohabbat
mohabbat do-jahaa.n me.n surKH-ruu bhii
mohabbat gul mohabbat rang-o-buu bhii
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
miTTi ka diya
surKH-ruu aafaaq me.n vo rahnumaa miinaar hai.n
raushnii se jin kii mallaaho.n ke be.De paar hai.n