SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajaavuz"
Ghazal MATCHES FOR "tajaavuz"
Ghazal
gadaa-e-shahr-e-aa.inda tahii-kaasa milegaa
tajaavuz aur tanhaa.ii kii had par kyaa milegaa
Sarvat Husain
Ghazal
KHudaa kare na kare husn se tajaavuz-e-ishq
abhii to mujh se vahii kah rahe hai.n tuu kyaa hai
Bismil Saeedi
Ghazal
vo taqaddum sharm kaa ho yaa tajaavuz shauq kaa
daaKHil-e-mustasniyaat-e-laGzish-e-mastaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
go tajaavuz kar chuke hai.n aap bhii sau saal se
byaah kaa rakhte hai.n lekin aaj bhii armaan shaiKH
Shauq Bahraichi
Ghazal
bujhaa sakii na kisii taur merii ruuh kii pyaas
badan kii had se tajaavuz na kar sakii baarish
Abdussalam Asim
Ghazal
Abrar Ahmad
Ghazal
mere a.adaa se kaho had se tajaavuz na kare.n
ye na ho mujh ko bhii shamshiir uThaanii pa.D jaa.e
Asif Shafi
Ghazal
kahii.n pe mas.ala footpath par tajaavuz kaa
kahii.n pe mas.ala diivaar-o-dar banaa hu.aa hai
Shoeb Zaman
Ghazal
sar-kashii aur tajaavuz se bachaanaa yaarab
mere ehsaas me.n gar yaas kaa phan khul jaa.e
Badr Wasti
Ghazal
ab tajaavuz ban gayaa ma.amuul varna muddato.n
apnii apnii had me.n shahrii aur bayaabaanii rahe
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
kabhii vo anjuman-e-dil kabhii vo sirf sukuut
kabhii vo had se tajaavuz kabhii vo kam jaisaa
Sajid Rais Warsi
Ghazal
chashm-e-pur-nam bhii agar had se tajaavuz kartii
KHema-e-KHvaab me.n ik shor saa barpaa hotaa
Asif Bilal
Ghazal
ham apnii had se tajaavuz to kar nahii.n sakte
huzuur aap hii qaid-e-vaqaar se nikle.n
Saeed Afsar
Ghazal
ik taraf to hai ye haq haq se tajaavuz karnaa
ik taraf sabr kii talqiin hu.aa kartii hai
Masood Ahmad
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
kar ga.ii had se tajaavuz jab pashemaanii kabhii
rakh ke sar dahliiz par un kii 'ka.nval' ro.e bahut
Kanwal D. Raj
Ghazal
mai.n apnii had se tajaavuz karuu.n to kaise karuu.n
miraa mazaar mirii zaat par banaa hu.aa hai
Masood Ahmad
Ghazal
farsh kii had se havaa.o.n ne tajaavuz na kiyaa
arsh tak varna mirii KHaak ke zarre u.Dte