SEARCH RESULTS
Showing search results for "tayammum"
Ghazal MATCHES FOR "tayammum"
Ghazal
mujh ko aataa hai tayammum na vazuu aataa hai
sajda kar letaa huu.n jab saamne tuu aataa hai
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
ajab na thaa ki zamaane ke inqilaab se ham
tayammum aab se aur KHaak se vuzuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kiyaa hai ham ne tayammum bhii KHaak-e-maqtal par
namaaz-e-ishq pa.Dhii aur vuzuu se duur rahe
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mazkuur mere girye kaa ho jis jagah vahaa.n
ahl-e-namaaz jaa-e-tayammum vazuu kare.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vo maar degaa agar KHanjar-e-tabassum se
to gungunaa.u.ngaa kaise Gazal tarannum se
Ibrahim Noori
Ghazal
mirii KHaak ashk-e-nadaamat se tar hai
tayammum bhii kariye to hukm-e-vuzuu hai
Meer Kallu Arsh
Ghazal
haal-e-dil kahne ko kahte ho to kab tum mujh ko
haa.e jis vaqt nahii.n taab-e-takallum mujh ko
Dattatriya Kaifi
Ghazal
kar liyaa hotaa tayammum hii agar paanii na thaa
ishq thaa kaar-e-ibaadat be-vuzuu karte rahe
Naushad Ashhar
Ghazal
'aql kii KHaak-e-tayammum hai tire qadmo.n kii dhuul
fikr kaa aab-e-vuzuu hai terii peshaanii kaa nam
Allama Talib Jauhari
Ghazal
Gam ho.n kitne hii magar lab pe tabassum rakhiye
zindagii KHud hai Gazal is me.n tarannum rakhiye
Dharmendr Nath
Ghazal
kahaa.n hai KHaak mayassar yahaa.n tayammum ko
to kyo.n na KHuun se apne vuzuu kiyaa jaa.e
Amir Hamza Saqib
Ghazal
kiyaa hai us ne tayammum nadii ke saahil par
samajh me.n hujjat-e-tark-e-vuzuu nahii.n aatii
Misdaque Azmi
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir kaun bhalaa daad-e-tabassum unhe.n degaa
ro.e.ngii bahut mujh se bichha.D kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
ba.De tahammul se rafta rafta nikaalnaa hai
bachaa hai jo tujh me.n meraa hissa nikaalnaa hai