SEARCH RESULTS
Showing search results for "thapak"
Ghazal MATCHES FOR "thapak"
Ghazal
thapak thapak ke jinhe.n ham sulaate rahte hai.n
vo KHvaab ham ko hamesha jagaate rahte hai.n
Alam Khursheed
Ghazal
Shaheen Bhatti
Ghazal
chupke se havaa aa.e to lagtaa hai ki tum ho
dhiire se thapak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Sajid Rais Warsi
Ghazal
ye dil se kah ke aaho.n ke jho.nke nikal ga.e
un ko thapak thapak ke sulaayaa kare.nge ham
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
giraa.n guzarne lagaa daur-e-intizaar mujhe
zaraa thapak ke sulaa de KHayaal-e-yaar mujhe
Asad Bhopali
Ghazal
Sabiha Saba
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
damak rahaa hai sahar kii jabii.n pe bosa-e-shab
thapak rahii hai sabaa ruu-e-yaar aaKHirii baar
Saud Usmani
Ghazal
ro kar bhii thake jism ko nii.nd aatii hai lekin
bachche ke liye maa.n kii thapak aur hii kuchh hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
mujh ko thapak thapak ke sulaataa rahaa charaaG
pahluu me.n raat bhar mire baiThaa rahaa charaaG
Danish Aziz
Ghazal
ha.nsii me.n Taal de phir se hamaarii har KHvaahish
phir ek baar thapak de hamaaraa gaal zaraa
Zia Zameer
Ghazal
thapak thapak ke sulaayaa jo tum ne zauq-e-suKHan
'suruur' is ko kisii kii nazar jagaa hii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
Khalid Ahmad
Ghazal
hiddat-e-jazbaat se jalne lagaa thaa tan-badan
phir thapak kar in sharaaro.n ko sulaanaa pa.D gayaa
Hafeez Shahid
Ghazal
karb ehsaas kaa puuchho zaraa bevaa.o.n se
bhuuke bachcho.n ko thapak kar jo sulaa detii hai.n