SEARCH RESULTS
Showing search results for "thapak"
Nazm MATCHES FOR "thapak"
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
abhii aa rahaa huu.n samundaro.n kii mahak liye
vo thapak liye jo samundaro.n kii nasiim me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
talKH-o-tursh
par mirii jeb mire haath se sharmaa.ii hai
kabhii mai.n ba.Dh ke thapak detaa huu.n ruKHsaar-e-hayaat
Rahi Masoom Raza
Nazm
meri pyari amman
thapak kar mohabbat se tum ne sulaayaa
bahut din mujhe godiyo.n me.n phiraayaa
Mohammad Husain Azad
Nazm
pani ka hath
mai.n kashtii ke farsh pe gir jaa.uu.ngaa thak kar
paanii kaa haath sulaa degaa mujhe thapak kar
Sarvat Husain
Nazm
kisi tange mein phir saman rakkha ja raha hai
thapak kar piiTh merii
buzurgo.n kii tarah mujh ko tasallii de rahaa hai
Shariq Kaifi
Nazm
jhilmilati hui nind sun
mujh par kahaanii kii abrak chhi.Dak
meraa kaa.ndhaa thapak
Rafiq Sandelvi
Nazm
be-mana nazm
thapak kar mai.n ne miiThe ko jagaayaa
a.ndhere me.n namak tak gungunaayaa
Vaqar Khaleel
Nazm
abr-o-baad
thapak ke jin ko sulaa.egii raat-bhar shabnam
vo Gunche sub.h kii lau se bhii kapkapaa.e.nge
Manzoor Husain shor
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
nasiim-e-sub.h baaG me.n gulaab ko thapak ga.ii
nigaar-e-shaaKH-saar kii naqaab-e-ruKH sarak ga.ii
Arsh Malsiyani
Nazm
jab tarsil baTan tak pahunchi
chaa.ndnii nii.nd, ko lorii kii thapak detii thii
zehn me.n sub.h o masaa